Ek baar apne harfon ko honthon mein sambhaal kar dekh lo
Kya pta tumhare lafzon ki parwaah naa karne waalon ko tumhari khamoshiyan rula dein
~ Barack Lolbama
Harr waqt bas Uss Pal ko aankh band kar niharte dekha hai
Jis Pal se unhe apni Zulfon ki latto ko apne kaan ke peeche sanwarte dekha hai
~ Barack Lolbama