@UPGovt main CM Yogi ji ko ek baat kahna chahta huin ki aap apni jangh thik ho but apke raaj main apke adhikari thik kam nhi kar rahe hain pm aawash ke mamle main saharanpur main ward 8 main riswat khule aam li ja rahi hai jis ko aawash ki jarurat hai ushe aawash nhi diya ja raha hai
@UPGovt kya sahi hai kuch bhi sahi nahi hai sabi sab adhikari chor hai pm aawash free main mil raha but adhikari aawash ko paiso main sale kar rahe hai or jab hum log toll free nub par call karke sikayat karte hai koi jawab nhi dete kahte hai apka kam pargati par hai