Hamd❣️Hai Us #ALLAHج Ke Liye Jo Mujh Se Itni Narmi Se Pesh Ata Hai,Jaise Maine Koi #Gunah Hi Na Kiya Ho.Bus,Mera #Rabb Har Shai se Ziyada Qaabil_e_Tarif Hai Aur Meri #Hamd Ka Ziyada Haqdaar Hai.
IMAM SAJJADع.
Dua_e_Abu Hamza Sumaali.
IMAM e ZAMANAعج Farmate Hain Tumhara Ek Gunah Hamare Zahoor Me 40 Din Ki Takhir Kr Deta Hai💔😭Hum Sirf Tumhare Halat Se Wakif Nahi Balki Hamari Nazr Har Waqt Tm Par Hai Agr Hum Apni Nigah_e_Karam Ek lamhe Ke Liye Bhi Tumse Hata Len To Ye Dushman_e_KHUDAج Tumhe Barbad Kr Denge🥀.
Inse Aaghe Nikal Ne Waala Deen Se Kharij Aur Inse Piche Reh Jaane Wala Na'bood Ho Jaega. Aur Inke Saath Rehne Wala Hak Tak Pahonch Jaaega.
#ShabeBaraat#Shabebaratmubarak
The Night Of Forgiveness✨
Durood_e_Shabaniya.
Ay Mabood!MUHAMMADﷺWa Aale Muhammadع Par Rehmat Nazil Farma Jo Be_Panah Bhawaro'n Me Chalti Huwi Kashti Ki Maanind Hai, Keh har Wo Shaqs Bach Jaega Jo isme Sawar Hoga Aur wo Garq Hojaega Jo Ise Chod Dega.
On The Birth 🎂 Anniversary Of IMAM Al-MAHDIعج IBNE HASAN ASKARIع. I Extend My Joyous🥰& Happy Greetings And Felicitations ❤️ To The Lover’s of Prophet Muhammadﷺ & Especially To Maa Bibi FATIMA_tuz_ZEHRAس❤️😍.
#imam_mehdi#imamzamana
Mujhe Yakin Hai Ek Roz Aisa Aaega,
Sitara Mere Muqaddar Ka Phir Jagmagayega,
Isi Umeed Pe Jaari Hai Zindagi Ka Safar,Mera HUSSAINعMujhe Phir Karbala Bulayega.❣️🙌🏻😭
#Arbaeen2022#hussainforall
#IMAMHUSSAINع Ke #Zaireen Ki #Ziyarat Ke (Din’on)Ayyam Ko Unki Zindagi Ke Ayyam Me Shumaar Nahi Kiya Jata.
📚
Tafseer_e_Noor Us Saqlain,V7,Pg.132
IMAM RAZAع
#Arbaeen2022
Wo Chand🌙 Moharram Ka Ubharta Hai Falak Par,
Raaste Me Khushi Aaye To Thokar Se Hatado,
SHABBIRع Ki Maa’nس Se Agar Leni Ho Daulat,
Jo Kuch Bhi Hai Is Baar Moharram Me Luta Do..
#moharram