Baad mai?
Baad me Maryam (a.s) par lagaye gaye
Ilzam jhoote sabit ho jaate hai Baad me Musa (a.s) Fir'aun par ghalib aa jaate hai Baad me Yusuf (a.s) apne bhaiyon ko maaf kar dete hai Baad me Nuh (a.s) ke sabr ka ajr milta hai Baad me Allah sab behtar kar deta hai.