Aasif ke Apne ❤️🔥
Aaj Aasif ko aapki sabse zyada zaroorat hai!
Day 1 se lekar aaj tak, Aasif ne Bigg Boss ke ghar mein apni personality kabhi nahi chhupayi. Chahe woh uska gussa ho, hasi-mazaak ho ya phir apne doston ke liye stand lena ❤️
Aaj woh apne safar mein itna aage aaya hai, toh usmein aapke pyaar aur support ka bahut bada haath hai 🫶🏻 Ab waqt hai Aasif ke liye khade hone ka aur milkar apne Rajasthan ki shaan, Aasif Khan, ko safe karne ka!
#VoteForAasif
🗳️ HOW TO VOTE:
1️⃣ JioHotstar app kholo
2️⃣ Bigg Boss 20 search karo
3️⃣ Vote option par click karo
4️⃣ Aasif ko select karke apna vote cast karo ❤️
🔥 Ek din mein aap 99 votes cast kar sakte ho!
⏰ Voting lines 30th October, subah 10 baje tak open hain.
Aasif ke Apne, har VOTE important hai! Apni poori jaan laga do aur dikha do ki Aasif akela nahi hai. Uske apne har kadam par uske saath khade hain! ❤️🔥
MILKAR AASIF KO SAFE KARTE HAIN! 🗳️
#AasifKhan #BB20 #BigBoss20
Salman Khan nahi aaye toh laga Weekend Ka Vaar fair hoga, lekin Rohit Shetty bhi bias? 🤦♂️ Aasif Khan ke health issues par silence, aur ulta unhi ko aggressive portray karna! 😤
Aasif Bhai ke liye fairness kab?
#BiggBoss20#AasifKhan#RohitShetty
जितने लोगों ने मेरा अकाउंट रिकवर करने के लिए पोस्ट की, उन सभी लोगों का तह-ए-दिल से शुक्रिया..❤️
ख़ास-कर आप तीनों की सबसे ज्यादा शुक्र-गुज़ार हूँ।🌹❤️
@Aryan_R9@_Sweet_Parul_@ansari2487