@News18India@RubikaLiyaquat@alokmehtaeditor 80 cr. Logon ko isliye diya jaata hai jo log gareeb rekha se bhaar aagye hai vo khud ko uss yojna se alg nhi krtey lete rehte hai maine bhut dekhe hai government job hai lekin vo bhi free rasan le rhe hai isliye gareebi rekha or free rasan dono hi alg hai
@satyam_prod@gaut_am009 Bilkul shi kha sab ek apna vote bank dekhte hai lekin BJP vision to btadeti hai to janta vote dedeti hai lekin congress kuch nhi bolti bas isko ye krenge iska ye krenge bas janta ki koi baat nhi krtey isliye janta connect nhi hai
@satyam_prod Vhi to dikkat hai politics jnha aajati hai vnha dikkat aana shuru ho hi jaati hai isliye government ko bolna chahiye ki ek organisation bnakar aange bdhao like BCCI
@Introvert_hu_ji Agr ye hi ldki krti to log use R..... kehtey hum kyu in sab ko itna normalise way me lete h boys and girls brabr h to phir boys ke liye ye uske studd hone ki nishani or girl ke liye uska character kyu?
@satyam_prod@gaut_am009 Bhai roadmap nhi h bas sabko jail me daalna h or pm bnna hai desh ke liye kuch nhi Krna use to roadmap or uska vision dono hi desh ke liye haanikarak h