@JaikyYadav16 Jyada coverage se jyada attention milega aur jyada government pressure me aayegi behtar kaam hoga … har baat aap galat intention mat socha karo .. jameeni astar pe jakr aap bhi kaam kar skate hai agar kar nhi paa rhe hai to jo kar rha hai karne dijiye …