तुमसे मिलकर दिल ❣️
को एक नया मुकाम मिल गया,
जैसे भटकती ��ुई
कश्ती को किनारा मिल गया।💞
अब और क्या दुआ
माँगू खुदा से मैं अपनी ज़िन्दगी में,
तुम्हें पाकर मुझे
जन्नत का हर नज़ारा मिल गया।💞
❣️❣️❣️
Jab tum ikhlas se kaam karte ho to tumhari mehnat kabhi zaya nahi jati, chahe tumhare samne ek insaan ho ya ek bari duniya.
Lihaza logon ki tadaad ko nazar andaz kar ke apna behtareen dein. 🍁
Hamesha apni behtareen koshish karo, chahe sunne wale ek hon ya hazar hon.
Asal kamyabi yeh nahi ke kitne log tumhein dekh rahe hain, balkeh yeh hai ke tum har haal mein apni mehnat aur khuloos ke sath kaam karo.