@ptshrikant Lok priye urja mantri ji bijli connection ke baad bhi bijli nahi mil rahi vill ka transfarmer sahi hone ke bad bhi bijli nahi de rahe 100 new conn.hain please hamari problem solve karne ka kasht karen from Javed Akhtar saifpur chittu vikas khand kunderki moradabad up
@RahulGandhi Rahul bhaiya kabhi kabhi bahumat ka matlab yeh bhi hota hai ki sare moorkh ek jagah store ho gae hain aap sachche ho aur sach ko hamesha mushkilon ka samna karna hi padta hai aap ko oppositionke jhooth ko desh ke saamme khol dena hai iske liye aap ko lamba sangharsh karna padega