@news24tvchannel Rohit Sharma abhi acha khel rahe hain , jab tak khelna chahe khel skte hain , lakin khel bhawna ye kahti hai ki desh me aur bhi talent hai unhe bhi mauka milna chaiye ,bhavisya ko dhayn rakhte hue retirement ki soch rahe hain
@REAL___HINDUVT Are uncle itni Umar ho gayi apki iske bad bhi betuki batein kr rahe ho .Mahatma gandhi ne swaym ko to raatrapita bolne ko to nahi kaha , naa hi koi official record hai raatrapita kahne ka ye to matra sambodhan me bola jata hai apko bolna hai to bolo nahi mat bolo , apka godse t
@anitavladivoski गांधी की ने तो कभी नहीं कहा उन्हें राष्ट्र पिता क���ो ये मात्र एक उपाधि है तुम्हे बुलाना है तो बुलाओ नहीं तो बापू का ऑप्शन है तुम्हारे पास
मैं सरकार द्वारा किए जा रहे अभियान जिसके तहत गरीब , वंच��त तबके के बच्चों को शिक्षा से वंचित रखने की नीति की अवहेलना करता हु और इस अभियान का पूर्ण विरोध प्रकट करता हूं।
#justiceforschoolschildren
@ibmindia20 Jiska jo status ho wo usko carry karke hi chalega ..nange pav to jayega nahi
Aap kya jo pahnti ho usske kam ka ya bilkul hi low quality ka pahan paogi.
@ArunKosli Yadav ho ke bhi bjp ke chatukarita karte ho sharm aani chahiye tumhe , lalu yadav ke uper lage arop ko to mai nahi manta khaskar is sarkar me yadi kisi ke uper koi arop lage aur siddh ho jaye , is sarkar ne na jane kitne logo ko apne swarth ke liye jail bhijwaya hai.
@JaikyYadav16 Bhai kuch nahi kah skte ek khiladi phone uchalega hi isme galat nahi lagta mujhe baki , sab ladko ka reaction bhi cool tha ackward nahi laga mujhe pata nahi apko kaise ho skta hai aaj content ke liye apke pas kuch mila na ho to riyan ko hi chhopche me le liye ..