Uttar pradesh me 03 CM hai fir bhi Bharshtachar Nahi rookane me na kamyab hai jab ki janta Apni preshani CM yoginath ke x per de rahi hai fir bhi janta ko rahet nahi
@myogiadityanath
Yogi ji mera Aap se Nivedan hai ki UPCL ke offecer &karmchariyo per lagam lagaye jish se janta ka soshed na ho janta ke bijli bil Anap sanap Aa rahe hai Jun 2026 ke bil me Riding kafi bada di gai hai solar ki Riding nil kar rakhi hai our meter Riding wala Aata nahi
@CMOfficeUP
@CMOfficeUP yogi ji UP Police Daroga Bharti ko Tatkal rock lagai jish coy ne exam karbay hai us me ghotala hua hai jish me up Police ke bhi offecer samil hai
UP Police Daroga Bharti Ghotala
up Police me ek bar fir gotala jish coy ne writin Exam kar rahi hai bo & Police officer milkar gotala kar rahe hai MRO sheet me bahut bada fer badel
@AnkitTo66740775@UPPCLLKO म��ोदय, आपकी बिजली से संबंधित शिकायत PV16042606891 का समाधान कर दिया गया है। हमें आशा है कि आप समाधान से संतुष��ट होंगे। भविष्य में किसी भी समस्या हेतु टोल-फ्री नंबर 1912 अथवा UPPCL Consumer App पर शिकायत दर्ज कर सकते हैं।। धन्यवाद। #pvvnlhq270426
Janta ki samsyo ka samadhan to ho nahi raha hai 1912 milate raho
1912 jaldi se milate nahi complete no to mil jayega bo bhi magne per Lakin samadhan kab hoga uper wala jane ķ
@UPPCLLKO Meerut UP modi purm se purana RTO office bijli ghar ki light subhay ke 7 baje se dopahr 3baje tak daily kati hai janta preshan hai UPCL ke offecer mast hai takedar se Achhi satghat chal rahi hai janta solar gird bala lagwa kar pachta rahi hai
1 Solar gird wale mitro ko post paid kare
2 Solar gird wale sabhi cantion ka load factor kam kiya jaye
3 din me light nahi katni chaiye jish se Solar se jayda gird ban sake
4. UPCL ke offecer janta ki samsyo ka samadhan jaldi kare
@UPPCLLKO@CMOfficeUP@EMofficeUP@aksharmaBharat@mduppcl Janta preshan hai UPCL ke offecer mast hai march 2026 ko janta yad jarur karegi
post paid miter se freepaid miter kar dena
load badakar bada kar ke
Advance dhan jama karne ke liye bijli kat kar ke
Bijli bil janret nahi karke
solar ka Export daily UPCL samart app per nahi