@NitishKumar Sharam ati hai ki jha hmari country itni taraki kr rhi hai...Whi bihar m abhi bhi dahej k liye ladki k parents ko jhukaya jata hai...Ladki ko dahej k liye jalaya jata hai...Pta nai kb sudhrenge bihar k log
@NitishKumar Dahej rath nikalne s kya hoga...Bihar m dahej khtam ho jayega...Not possible?...Wha to ladke k parents ladke ko padhane m jitne paise khrch krte hai life time wo bhi ladki walo s hi kete hai....Kbhi nai bdl skta bihar