(Ab aa hi gye ho to follow bhi kr lo)
Dil ki baatein krta hu mein apni aur kbhi kbhi kisi aur ka gussa bhi yha nikaalta hu.
So don't mind agar kuch bura lge tho
Ek raat ki baat hai,
Agar vo baat ho gyi to kya hoga.
Kuch khaas nahi aur aam vo hoga nahi.
Meri maut se kiska kya hi wasta hoga mei mar bhi gya to koun kitna hi royega.
Mei akela aaya tha akela chala jaunga.
Ek raat ki baat hai,
Agar vo baat ho gyi to kya hoga.
.
.
#MAB