@CMOfficeUP ab to jaagiye yogi ji jab PCS mains ka ek paper out ho Sakta hai to Anya kyon nahin kya ab bhi aapko students ki pareshaniyan Nazar nahin aa Rahi hai please stay exam @ndtv@RSSorg
@yadavakhilesh Akhilesh ji yadi ho sake to hum sabhi students ki madad karein koi news channel par ise mudda banwaiye nahin to sabhi students barbaad ho jayenge #pcs
UP PCS के अभ्यर्थी 2017 की मुख्य परीक्षा की तारीख़ बढ़वाने के लिए दिल्ली-लखनऊ का दरवाज़ा खटखटा रहे हैं, लेकिन लगता है सरकारें इतवार मना रहीं हैं. जिस परीक्षा से भविष्य के अधिकारी चुने जाने हैं उसके प्रति ऐसी संवेदनहीनता दर्शाती है कि युवाओं के ख़िलाफ़ भी सत्ता अहंकार दिखा रही है.
@CMOfficeUP@myogiadityanath@BJP4India@RSSorg itihaas mein likha hai ki "jab Rome jal rahaa tha tab neero Banshi bajaa rahaa tha" isi karan Kranti Hui aaj Wahi baat u p mein dikh Rahi hai ki UPPSC ke vishay mein Roz akhbaar mein chhap rahaa Lekin humare CM shant hain #blindBJP
@UPCMyogi@ndtv@Rss agar sabhi netaon ko khaskar sir ji ko actors ki chatukarita se chhutti mil gayi ho to please think something about students of uppcsmains #UPPCSMains2017#blindBJP
@ndtv@myogiadityanath@duttsanjay Wah sirji Wah aapse uppcsmains ke students Milne ke liye taraste rahe jo ki unki zindagi ka Sawaal tha to aapne Samy nahin diya aur wo aaj bhi isi umeed se hain ki aap unki sunenge, aur aap syawam Sanjay Dutt se Milne pahunch Gaye , kya yahi loktantra hai #blindBJP
Shayad BJP ko lagtaa hai Sanju baba jaise logon se wo satta mein aai thi, jab ki Sabse bada yogdaan students n yuvavon ka tha, aaj Wahi students mare mare gho rahe hain, to bataa doon BJP ko iska jawaab Dena hoga 2019 aur 2022 ke election mein #UPPCSMains2017#blind BJP
@CMOfficeUP@myogiadityanath@ndtv @ZeeNewsHindi @RSSorg BJP ke sampark abhiyan ke tahat humare CM sahab Yogi ji Sanjay Dutt se mile jo jail me rah chuke hain, Jin par hazaron mukadme honge Lekin in 14000 students se Milne ka time nahin tha jo apane bhavishya ko lekar pareshan ho
We again came to learn that never believe on any political leader either chairman,cm,or any minister of ruling party , like BJP leader done with uppcsmains aspirants, they misguided n dodged n cheated students #UPPSCMains2017#blindBJP
@yogiaadityanath@CMOfficeUP@PMOIndia sir 2015 ki uppcsmains dhandhli, 2016 pcs mains ke result ka pataa nahin,ye bhi nahi pata ki exam Suchita Purna hua ya nahin, aur 2017 ke mains ki zalbaadi jisme aayog pareshan kar Raha hai ,ab to jaagiye sir please help #UPPCSMain2017 https://t.co/2lVe3h3qSJ
Wah ri sirkaar extra luggage par six time penalty Lekin Wahi Railway jab ek general coach mein kai Guna zaada log bhar leti hai aur un gareebon ke liye koi vyavastha nahin Karti uski penalty kaun bharega, BJP ka mantra sabka saath Lekin ooper walon ka vikas
@UPCMyogi@yogiaadityanath@PMOIndia aaj hum sab ek Baar phir daya ki yachna liye yogi se Milne pahunchenge Lekin khaali haath laute ,androoni roop se yogiji please help