@hs_yadav@AnshumanSP Bhai ji itna pareshan kyon ho rahe ho public ke paise ka bana hua stadium hai Jo bhi Sarkar rahegi usko use karegi Samajwadi koi Apne Ghar se lekar aaye the kya
@priyankagandhi Priyanka Ji Isi tarah to Congress Bharat se khatm ho gai aap Lalu Ji ko nyaay ki baat kar rahe ho Jo mananiy Adalat se Saja yapta hai aur Aaj bhi unko chara ghotala mein 5 sal ki Saja Hui hai
@inayatazhari99@RubikaLiyaquat Inayat Hussain sahab Shahi to bahar bhi lag sakti hai baccha vote dene ke liye motivate hi to kar raha hai itna tadap kyon rahe ho
@RLDparty Mananiy Chaudhari Jayant Singh ji mujhe yah samajh nahin aata ke aap kis kam ke liye Janata se vote mang rahe hain Aap ek adad Delhi Saharanpur road to kabhi bana nhi Pay