मेरे ख्याल से ये कुम्भकरण नहीं है ! 🤔
क्योंकि कुंभकरण तो ���ार्ट 2 में दिखाई देगा और अगर ये कुंभकरण भी है तो मेकर्स के पास अभी 1 साल से भी ज्यादा का समय है पार्ट 2 के वीएफएक्स सीजीआई पर काम करने के लिए...😎🔥 #ramayana
Ek hot take: 🫣
Agar #Ramayana jaise mega-budget project mein Red Chillies VFX bhi contribute karta,
toh final visuals shayad aur bhi spectacular ho sakte the.🔥
Agree ya disagree? 👇
Trailer dekh liya... 👀
Mujhe personally VFX aur visuals kaafi achhe lage. Bas dialogues aur music se thodi aur expectations thi. Ek bhi aisa dialogue nhi tha jo yaad reh jaaye.🥲
Tum logon ko sabse best kya laga aur kis cheez me aur better ho sakta tha?
#RamayanaTrailer
#ramayana trailer kaafi achha tha genuinely good CGI and vfx 🔥🔥
But dialogues missing the koi bhi aisa goosebumps wala dialogue nhi tha 😔🥲
And bgm bhi utna strong nhi jitni hype thi hans zemer ke aane se is project mein...😭🤔
#Ramayana trailer ka scale aur VFX outstanding hain. 🔥
Bas ek cheez personally miss hui—dialogues aur background music utna goosebumps nahi de paaye jitni expectation thi.
Baaki overall trailer kaafi impressive laga. ❤️