Kash tum chaho meri tarah aur mai ban jau teri tarah...
Tumhe bhi taklif ho meri tarah aur mai pathar dil ban jau teri tarah...
Kash tum bhi tarso meri tarah aur main khamosh rahu teri tarah...
Tum bhi raaton ko jaage meri tarah aur main soo jaaun teri tarah...