khana tho nahi sahi modiji suraksha our insaaf tho dila do ithna tho kar sakthe ho bhar a ke kuch tho bol ke jao app akele yogi banoge tho kaisa sabka buddhi badav #samaj aur navjawano ko sujao do ise hal karne #saveindia@narendramodi@myogiadityanath
Har din rape ka news aata hai, aur agle din woh purana ho jata hai
Modi ji, police powers badhaiye, surveillance improve kariye.Aise ghalat kaam karne walon ko dar kyun nahi? Yeh har aam aadmi aur naujawan ka sawaal hai jawab do . #SaveIndia@narendramodi@myogiadityanath"