@bazai_tania 1 sardar sw relate ap itna bara bayan de Rai hai , koi evidence at least smnay lae 10 Arab rupio ka ta k hum tamam Baloch hamesha ap se itefaq kray , thank you
@neha_bisht12 Assalam O Alaikum ..
Islam may 4 shadiya jaiz hai lehaza apko jis mazhab SE mutaliq ilam na ho bath na keya kray , aur is may koi dokha waghera ki bath Nahi . Thank you .
@me_ganesh14 Assalam O Alaikum ..
Islam may 4 shadiya jaiz hai lehaza apko jis mazhab SE mutaliq ilam na ho bath na keya kray , aur is may koi dokha waghera ki bath Nahi . Thank you .
@neha_bisht12 Assalam O Alaikum ..
Islam me 4 shadiya jaiz hi sania Bhi Muslim hi aur Shoaib Bhi lehaza jis mazhab SE mutaliq apko ilam na ho bath na keya kray , Thank You .
@SardarzadiF Happy birthday to my Dearest Twitter Friend May ALLAH Almighty Bless And Protect you from every evil eye and give you happiness with faith Aameen Summa Aameen
@Dukhtar_E_B Jis sardar ka qasoor hai usko gaseeto Nawab Sahab Ki Bath karne se phle hazar ha bar sochna , ap to keya apki naslay unkay haqaiq se wabasta hai , 1 punjabi female k izzat k khatir usnay apne nawabi apne apko , apne qabeelay ko dao pe laga diya .
@Dukhtar_E_B Rahi bath Mahrang baloch ki jo ap ne post ki ti , Mahrang local kalat ki hai unko Taftan Ya Nokundi may 1st Appointment dena bhi ghlt hai qanooni hisab se wo local kalat ki hai post kalat ka hai to kalat k awam k liye sab se phle wo muyasar hona chaheye,