@IndiaNewsUP_UK@bspindia Vote denge aur divaenge sirf BSP ko ab tumhare is ajenda main hum na fasenge na Kisi ko fasne denge ok baki 6 disambar ko aa jana
@raviadi7793@BhimArmyChief Bhai SAB jante hai vote ka bikhrab Humara nuksaan hoga is liye apni purani party apna ghar jayenge Meri vidhansabha main bhi Kuch aate hai par sabko pta hai ha sabse karte hain Baad puchho to vote BSP Ko hi jaayegi Jai bhim jai bharat
@jpsingh1982 Tumko CM banake kya sansad mein fir biil fadvana hai humare Maha purso ke naam par bane jilo ka naam badalvana hai Baki sab sapne hai apne to apne hai Jai bhim jai bharat