@Nargis_Bano78 Shree ram ek narm sowbhaw ke the or unke name par jo danga kar re he wo unka bhakt bta re he agar unke bhakt ho to thodi sarm hi kar lo danga karne se phle
@mishra5581@MdIqbalRahmani1@azizkavish Sahi kai bhai mujrim ki jat dharm ni hoti me aap se sahmat hu par jab koi muslim ho tab ye bat lgu kyu ni hoti unka name nhi liya jata likha jata he muslim yuwak esa kyu