@sharmilapankaj1@nitin_gadkari Yha Pali Fatal National Highway 11 No. Par Rewari (Haryana) se 17 k.m Narnaul Road par hai. Pull samay par nhi banne ke karan Aam janta ko kaafi pareshaniyon ka samna Karna pad Raha hai.
@sharmilapankaj1@nitin_gadkari Pali Fatak ke Pull ko bante hue 4 saal se jyada ka samay ho gya hai. Abhi one month pahle hi pull ko start Kiya gya tha lakin suru hote hi 2 din din m pull gir gya. Pali fatak ke pull nhi banne ke Kaaran aam peoples ko kaafi pareshaniyon ka samana Karna pad Raha hai.