@KraantiKumar Bhai kuch bhi ho Hume kisi ko dosh dene ki bajay jine sath hadsa hua hai bhagwaan unki atma ko shani de aur unke pariwaar ko yeah kast jhelne ki shamta pradan kare. Baki ek mard ki anko me ansu deakh kar badi peeda hoti hai, bhai ki ankho me dard bhara hai hai. Om shanti