Hatao aaina, umeedwaar hum bhi hain,
Tumhare dekhne walon mein yaar hum bhi hain. ❤️
ہٹاو آئینہ امیدوار ہم بھی ہیں
تمہارے دیکھنے والوں میں یار ہم بھی ہیں
#Ali
Tharao to is mein tha hi nahi, rukti thi
nikal liya karti thi.
Main kapde badalte sochta tha, woh mard badal liya karti thi..!
ٹہھراؤ تو اس میں تھا ہی نہیں رکتی تھی نکل لیا کرتی تھی
میں کپڑے بدلتے سوچتا تھا وہ مرد بدل لیا کرتی تھی۔۔!
#Ali
Tumhare intezar ki justuju aur ye akelapan,
Thak kar muskura dete hain jab roya nahi jata. 😔😔😔😔😔
تمہارے انتظار کی جستجو اور یہ اکیلا پن
تھک کر مسکرا دیتے ہیں جب رویا نہیں جاتا
😔😔😔😔😔
#Ali
پلٹ کر آ تو سکتا ہوں میں لیکن
کسی کی یاد نےروکا ہوا ہے
تمہارے وعدے جھوٹے ہو گیۓ ہے
خدا کے نام پہ دھوکا ہوا ہے
Palat kar aa to sakta hoon main, lekin Kisi ki yaad ne roka hua hai.
Tumhare waade jhoothe ho gaye hain, Khuda ke naam pe dhokha hua hai. 🥀
#Ali
وہ لوگ کس درد سے گزر رہے ہوں گے
جن کے ہمدرد اپنے وعدوں سے مکرے ہوں گے
Woh log kis dard se guzar rahe honge,
Jinke hamdard apne waadon se mukre honge. 💔
#Ali
Ho Gaya Jo Bhi Tha, Manzoor Khasara Hona
Ab Toh Mumkin Hi Nahi Ishq Dobara Hona. ❤️
ہو گیا جو بھی تھا منظور خسارہ ہونا
اب تو ممکن ہی نہیں عشق دوبارہ ہونا
#Ali
मैं भी करता hu किसी से प्यार पर कभी बताऊंगा नहीं उस्से
कोई सवाल कोई जवाब कभी नहीं करूंगा बस wo मेरे दिल m है wo एक शायरी है न 🫶🏻❤️👑
wo mujhy kbhi नहीं मिलेगा 🫶
yeh jaan कर भी mujhy उस्से mohbbat है तो h👑🤲🫶🫶🫶❤️❤️❤️🫶🏻🫶🏻
#Ali#happi_diwali🪔🪔🪔🪔🪔🪔🪔
Turns out, Munawar's mischief started pretty early! 😂
He takes Sania down memory lane with a cheeky childhood story from Ramzan on Serving It Up With Sania!
Stay tuned!
#MunawarFaruqui#SaniaMirza
عُمر گزری ہے جُھلستے ہوئے صحرا میں ۔
کیا کریں گے ۔تیری دِیوار کا سایہ لے کر ۔
Umr guzri hai jhultsay hue sehra mein,
Kya karenge teri deewar ka saya lekar.
#Ali
Mukhtasar yeh ke aankhein taras gayi hain,
Khulasa yeh ke deedar chahiye. 🙂💥🎀
مختصر یہ کہ آنکھیں ترس گئی ہیں
خلاصہ یہ کہ دیدار چاہیے۔
🙂💥🎀
मुख़्तसर यह की आँखें तरस गई हैं,
खुलासा यह की दीदार चाहिए । 🙂💥🎀
#Ali
BAAP TO BAAP RAHEGA! 😎👑🔥
TRENDING ON X AT #1, #2 & #3! 🏆❤️🔥
This is absolutely CRAZY! The power of Qazi’s fandom is UNMATCHED. Three trends dominating X and one name ruling millions of hearts! 🔥
AMMI KA SHER QAZI ❤️
PAPA KA DULARA QAZI 🥹
JANTA KI JAAN QAZI 👑
QAZI MANIA IS UNSTOPPABLE!
#BiggBoss20 #BB20 #QaziTouqeer
کیا ہوا جو اتنے اُکتائے ہوئے ہو تنہا اتنی دور کیوں آئے ہوئے ہو
دیکھ کر معلوم ہوتا ہے مسافر تم کسی عورت کے ٹھکرائے ہوئے ہو ❤️
Kya hua jo itne uktaye hue ho, Tanha itni door kyun aaye hue ho.
Dekh kar maloom hota hai musafir, Tum kisi aurat ke thukraye hue ho.
❤️🫶🫶
#Ali
Dil ke bazaar mein
daulat nahi Dekhi jaati.
Ho jaaye mohabbat to surat nahi Dekhi jaati,
Ek hi shakhs par luta do apna Sab kuch...
Pasand ho cheez toh
keemat nahi Dekhi jaati...
Yeh zulf़on ki kaali shaam, yeh mast hoton ke jaam,
Dil-e fida hai tere husn par, main tere ishq ka gulaam.
Sufi hai ishq mera, meri mohabbat hai sufiyaa na,
Haaye masoom dil ne kar li, har dhadkan tere naam. ❤️🌹
#Ali