Kuch gaane sirf sune nahi jaate mehsoos kiye jaate hai❤️Tu Te Main🎶 unhi khaas song mein se ek hai. Har beat, har lyric aur har scene dil ko chhoo jaata hai🎶❤️ is edit mein Har frame mein pyaar emotions aur ek khoobsurat kahani chhupi hai. ✨ @itanyamittal#tanya#TanyaMittal
Style badla... Aura wahi raha. ✨🤍
4 Looks... but only 1 can be your favorite! 😍
Batao, 1️⃣ 2️⃣ 3️⃣ ya 4️⃣ — kaunsa look dil mein cha gaya 👇❤️
@itanyamittal#TanyaMittal@AsliTanyaFc
Ek nahi... Do nahi... Seedha 3 Reels
Aaj toh Tanya ne back-to-back 3 surprises de diye
😍 Ab batao... favorite reel kaunsi hai? 🎬💙
@itanyamittal#TanyaMittal
Aaj kitchen mein kuch alag hi magic hua hai... 🪄💙
Blue Pasta aur Purple Tea ne dil jeet liya
khaas hamko bi miljata khane ko waise Team kitni lucky hai unko mil gaya hoga #BluePasta 💜🍝@itanyamittal#TanyaMittal#BluePastaByTanya
Chalo bhai... team ka hisaab-kitaab ho hi jaye! 😎📑"
"Team, sach-sach batao... kaun kitna kaam karta hai? Aaj hisaab-kitaab hoga. 🤭📋 @itanyamittal#TanyaMittal
Is photo ne ek hi memory unlock kar di😅
Bachpan ki woh aadat... sochte-sochte pen🖊️ kab muh😃 mein chala jaata tha, pata hi nahi chalta tha 😅@itanyamittal#TanyaMittal#Memories
ॐ नमः शिवाय 🌿🙏🌸
पवित्र श्रावण मास के प्रथम सोमवार की हार्दिक शुभकामनाएँ।
भगवान शिव की कृपा आप और आपके परिवार पर सदैव बनी रहे।
महादेव आपके जीवन में सुख, समृद्धि, स्वास्थ्य और सफलता का आशीर्वाद प्रदान करें।
हर हर महादेव 🙏🔱 @itanyamittal#TanyaMittal#प्रथम_सोमवार#हर_हर_महादेव
Shaadi ki khush khabri ne dil jeet liya. 🥹❤️
Congratulations on this beautiful new beginning! 💐
Bollywood business ko "No", apni life ko "Yes". ❤️💍
@itanyamittal#TanyaMittal