aaj khud se darte hue dekha h usse,
jisse kl mai dara karta tha....
aaj uski aakho mai aasu dekha h ,
jis k chere pe har waqt muskan hua karta tha
aaj meri puri raat h uski ...har pal yaadein h sath uski ,jisse mera subha hua krta tha #poetrylover#hrpen#poem#poetry#luv
mere saanth baith jane par,yuh jo tm khamosh ho jate ho...
meri har nah pasand chizo ko jo yh tm chor reh ho,yuh jo tm badal reh h
kuch baat h kya? kuch kehna chahte ho..?
yuh jo apni galti par sar jhuka kr baith jate ho..kya meri narazi se itna darte ho ?
#hrpen#pyar#poetry
har baat pe ladai ho jati hai
par, kuch toh baat ab v baaki h
Haath wo ab pakarta nhi
saath ab v wo deta h
jaan wo ab bolta nhi
pr, jaan wo ab v manta h
kuch toh baaki h
mujhse darta wo ab v h
mera khayal usse ab v h
bina mujhse baat kiye bina wo sota ab v nhi
#hr#hrpen#luv