@AdvMamtaSharma Par mam west Bengal board bol raha, madhyamik and HS exam hoga and madhyamik hoga august ki 2nd week mein or hs hoga july month ke last mein
@MamataOfficial Respected didi, hamare bahar desh ki jab exam cancle ho gaya hein tab kyu hamre desh ka exam ho raha hein jaha par koi log bhi bahar nehi ja pa raha hein? Agar ek saal covid rehe to hamara exam bhi kya ek saal baad hogi?
@AdvMamtaSharma Mam I am a student of West Bengal board. Hamare desh ka sikkha montri be kaha covid kam hone ke baad exam hoga suppose covid or ek saal rhe too hamara exam bhi ek saal baad hoga?? Or uniform formula ke anusaar sab board ki ek decision lena chahiye tha, hamare liye kuch kre mam