Top Tweets for #Dayar
@shairoftheday @SyedAsg40342647 #dayar e ishq mein apna muqam paida kar
naya zamana naye subh o shaam paida kar
#shair #Iqbal #dayar
@Billion478 @1000dineshshar1 @Shararovais @Munaf_Ali @aniltyagi11 @DrNaveedAhamed1 @_NasirKazmi_ jahan hum aaj gharib-ud-#dayar hain 'natiq'
usi dayar mein apna gharib-KHana tha
#NatiqLakhnavi
#Shair #dayaar
@DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 @Billion478 @Shararovais @Munaf_Ali @aniltyagi11 mujh ko #dayar-e-ghair mein mara watan se dur
rakh li mere KHuda ne meri bekasi ki sharm
#Ghalib
#Shair #dayaar
@DrNaveedAhamed1 @Shararovais @1000dineshshar1 @Billion478 @Munaf_Ali @aniltyagi11 auron ke sath aisa koi masala nahin
ek main hi is #dayar mein hun bhi nahin bhi hun
#NidaFazli
#Shair #dayaar
@Munaf_Ali @aniltyagi11 @Billion478 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 arse se is #dayar ki koi KHabar nahin
mohlat mile to aaj ka aKHbar dekh len
#AshuftaChangezi
#Shair #dayaar
@aniltyagi11 @1000dineshshar1 @Billion478 @Shararovais @Munaf_Ali @DrNaveedAhamed1 aksar ba-zom-e-tark-e-mohabbat KHuda gawah
guzra chala gaya hun #dayar-e-habib se
#Faraz
#Shair #dayaar
@aniltyagi11 @Munaf_Ali @Billion478 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 tu hai kis nahiye se ai #dayar-e-ishq kya jaanun
tere bashindagan hum kash sare bewafa hote
#Meer
#Shair #dayaar
@aniltyagi11 @1000dineshshar1 @Billion478 @Shararovais @Munaf_Ali @DrNaveedAhamed1 rahi na-gufta mere dil mein dastan meri
na us #dayar mein samjha koi zaban meri
#Meer
#Shair #dayaar
@Munaf_Ali @aniltyagi11 @Billion478 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 dil ne kiya hai qasd-e-safar ghar sameT lo
jaana hai is #dayar se manzar sameT lo
#Jaun #Jauniyat
#Shair #dayaar
@1000dineshshar1 @Billion478 @Shararovais @Munaf_Ali @aniltyagi11 @DrNaveedAhamed1 ajab tarah ruKH-e-aindagi ka rang uDa
#dayar-e-zat mein az-KHud guzashtagi hi rahi
#JaunElia
#Shair #dayaar
@Billion478 @1000dineshshar1 @Shararovais @Munaf_Ali @aniltyagi11 @DrNaveedAhamed1 #dayar-e-sham nahin manzil-e-sahar bhi nahin
'ajab nagar hai yahan din chale na raat chale
#MajroohSultanpuri
#Shair #dayaar
@Shararovais @1000dineshshar1 @Billion478 @Munaf_Ali @aniltyagi11 @DrNaveedAhamed1 ye kya jagah hai dosto ye kaun sa #dayar hai
had-e-nigah tak jahan ghubar hi ghubar hai
#Shahryar
#Shair #dayaar
@1000dineshshar1 @Billion478 @Shararovais @Munaf_Ali @aniltyagi11 @DrNaveedAhamed1 #dayar-e-dil ki raat mein charagh sa jala gaya
mila nahin to kya hua wo shakl to dikha gaya
#NasirKazmi
#Shair #dayaar
@Billion478 @1000dineshshar1 @Shararovais @Munaf_Ali @aniltyagi11 @DrNaveedAhamed1 #dayar-e-ghair mein mahram agar nahin koi
to 'faiz' zikr-e-watan apne ru-ba-ru hi sahi
#Faiz
#Shair #dayaar
#Maliye 👀 @memetsimsek inşallah pazartesi açıklayacağı #Tasarruf paketini millete değilde zenginlere #dayar 🤭🤭🤭
Türkiye fakir bir ülke değildir, türkiye kaynakları sayelerinde yağmalanarak fakir bırakılmış bir ülkedir...
@kssirone @dineshmahajan4 @Munaf_Ali @mykhyd @abrqasid @Anu_Shree11 @GenPanwar @BhavikaKapoor5 @ShawazK39574555 rahi na-gufta mere dil mein dastan meri
na us #dayar mein samjha koi zaban meri
#Shair #Dayaar
#MeerTaqiMeer
@kssirone @dineshmahajan4 @Munaf_Ali @mykhyd @abrqasid @Anu_Shree11 @GenPanwar @BhavikaKapoor5 @ShawazK39574555 bichhDe hue wo yar wo chhoDe hue #dayar
rah rah ke hum ko yaad jo aaen kisi ko kya
#Shair #Dayaar
#HabibJalib
@kssirone @dineshmahajan4 @Munaf_Ali @mykhyd @abrqasid @Anu_Shree11 @GenPanwar @BhavikaKapoor5 @ShawazK39574555 qusur-war gharib-ud-#dayar hun lekin
tera KHaraba farishte na kar sake aabaad
#Shair #Dayaar
#Allama_Iqbal
@subzaar @iamrana @Munaf_Ali @AbidZaidi1 dil ne kiya hai qasd-e-safar ghar sameT lo
jaana hai is #dayar se manzar sameT lo
#Shair #Dayaar
#JaunElia
@subzaar @iamrana @Munaf_Ali @AbidZaidi1 ufuq pe dur chamakta hua koi tara
mujhe charagh-e-#dayar-e-habib lagta hai
#Shair #Dayaar
#JabNisarAkhtar
Last Seen Hashtags on Sotwe
Most Popular Users

Elon Musk 
@elonmusk
241.5M followers

Barack Obama 
@barackobama
118.8M followers

Cristiano Ronaldo 
@cristiano
114.5M followers

Donald J. Trump 
@realdonaldtrump
111.8M followers

Narendra Modi 
@narendramodi
107.1M followers

Rihanna 
@rihanna
98.7M followers

NASA 
@nasa
92.3M followers

Justin Bieber 
@justinbieber
91.8M followers

KATY PERRY 
@katyperry
90M followers

Taylor Swift 
@taylorswift13
84M followers

Lady Gaga 
@ladygaga
75.5M followers

Virat Kohli 
@imvkohli
73.5M followers

Kim Kardashian 
@kimkardashian
70.9M followers

YouTube 
@youtube
68.8M followers

Neymar Jr 
@neymarjr
66.5M followers

Bill Gates 
@billgates
65.3M followers

Selena Gomez 
@selenagomez
63.1M followers

The Ellen Show
@theellenshow
62.2M followers

CNN 
@cnn
61.7M followers

X 
@x
60.7M followers


