Top Tweets for #FAQAT
Meri shiddat ko usne bohot kareeb se dekha hai
Fir bhi hum uski pasand nah ban sake
#Faqat
#19th_December
Allah apne bando'n se itni mohabbat karta hai ki unke gunaaho'n ko daago'n ko apni wasi chadar mein is qadar chiipa leta hai ki duniya walo'n ko uske bande pakeeza'h nazar aate hain....!!
#mohabbat #faqat #Allah #sukuun

Just be a good person, Love who you can, help where you can, give what you can. #faqat
@SyedAsg40342647 @Munaf_Ali @Billion478 @kasakk25 @kssirone @dineshmahajan4 @BimlaVerma6 Na aasra tha koi shah e karbalaayi ko,
Faqat sawar kiya tha bahen ne bhai ko
#shair #faqat #matla
Lata Mangeshkar sang for film 'Shankar Husain' but not complete matla of 6 lines. Complete matla can be recalled if needed.
हर रात फ़क़त चाँद देखते रहना
तुम्हारा काम किसी दिन तमाम कर देगा
Tamaam raat faqat ChhaNd dekh'te reh'na
Tumhara kaam kisi din tamaam Kar de'ga.
#Shair #Faqat
@Munaf_Ali @mykhyd @binakapur @Billion478 @SyedAsg40342647 @abrqasid @kssirone
@SyedAsg40342647 @Munaf_Ali @kssirone khush aamdeed huzur
mujh se pahlī sī mohabbat mirī mahbūb na maañg
tū jo mil jaa.e to taqdīr nigūñ ho jaa.e
yuuñ na thā maiñ ne #faqat chāhā thā yuuñ ho jaa.e
aur bhī dukh haiñ zamāne meñ mohabbat ke sivā
rāhateñ aur bhī haiñ vasl kī rāhat ke sivā
#Faiz #Shair
@Munaf_Ali @kssirone @dineshmahajan4 @SyedAsg40342647 @fazlabas Chakki meiN pis raha hai faqat ek ghun ghareeb
Gandum, jawaar, moT, makai sab mazay meiN hai
#Shair #Faqat (unknown)
@mykhyd @DrSalamAnsari @Billion478
@Billion478 @Munaf_Ali @kasakk25 @kssirone @dineshmahajan4 @fazlabas @BimlaVerma6 ai haqiqat ko #faqat KHwab samajhne wale
tu kabhi sahab-e-asrar nahin ho sakta
#Shair #Faqat
#AhmedNadeemQasmi
@UshaMal28439432 @kssirone @speakingmico @BimlaVerma6 @deepakpurohit54 @mykhyd @SaritaAhuja13 @shadabloin @AdilAkh14018608 @Jameelsayyed gulshan ki #faqat phulon se nahin kanTon se bhi zinat hoti hai
jine ke liye is duniya mein gham ki bhi zarurat hoti hai
#Shair #Faqat
#SabaAfghani
@Munaf_Ali @Billion478 @kasakk25 @kssirone @dineshmahajan4 @fazlabas @BimlaVerma6 wo #faqat sahn tak hi aati thi
main bhi hujre se kam nikalta tha
#Shair #Faqat
#JaunElia
@Munaf_Ali @kssirone @SyedAsg40342647 aadaab huzur-e-anwar
faqat nigāh se hotā hai faisla dil kā
na ho nigāh meñ shoḳhī to dilbarī kyā hai
#Allama #Iqbal #Shair #faqat
@Billion478 @kasakk25 @kssirone @dineshmahajan4 @SyedAsg40342647 @fazlabas @BimlaVerma6 Gair haNste haiN faqat is liye Tal jaataa huN,
MaiN bayaabaanoN meiN rone ko nikal jaataa huN
#Shair #HatimAli_Mehr #faqat
@kasakk25 @Billion478 @kssirone @dineshmahajan4 @SyedAsg40342647 @fazlabas @BimlaVerma6 Baaqi jahaaN meiN qais na farhaad reh gayaa,
Afsaana aashiqoN ka faqat yaad reh gayaa
#Shair #Daagh #faqat
Taskiin-e-dil ki ek hi tadbiir hai faqat,
Sar phoD liijiye koii deevaar dekh kar
#Shair #AbdulHamid_Adam #faqat
@kasakk25 @kssirone @dineshmahajan4 @SyedAsg40342647 @fazlabas @BimlaVerma6 @Billion478 Faqat nabz se haal zaahir na hoga,
Meraa dil bhi aye chaaragar dekh lenaa
#Shair #Daagh #faqat
@Munaf_Ali @Billion478 @kssirone @dineshmahajan4 @SyedAsg40342647 @fazlabas @BimlaVerma6 चंद रोज़ और मेरी जान... फ़क़त चंद ही रोज़
ज़ुल्म की छाँव में ...दम लेने पे मजबूर हैं हम
- फ़ैज़ अहमद फ़ैज़
#shair
#faqat
@Munaf_Ali @kssirone @dineshmahajan4 @SyedAsg40342647 @fazlabas @BimlaVerma6 @Billion478 अशआर मिरे यूँ तो ज़माने के लिए हैं
कुछ शेर फ़क़त उन को सुनाने के लिए हैं
#जां_निसार_अख़्तर
#shair
#faqat
@Billion478 @kssirone @dineshmahajan4 @SyedAsg40342647 @fazlabas @BimlaVerma6 @kasakk25 Kya kehne !
YuuN chaar din ki bahaaroN ke qarz utaare gaye,
Tumhaare baad ke mausam faqat...guzaare gaye
#Shair #Manoj_Azhar #faqat
Last Seen Hashtags on Sotwe
Owls27
Seen from Korea
ipcam
Seen from United Kingdom
hypnotistzoophilesarevalid
بدويات
Seen from United Arab Emirates
สาวไทย
Seen from Thailand
minichat() +filter:native_video
Seen from Brazil
obslovetwt
Seen from France
liseli
Seen from Turkey
beylikduzugay
Seen from Turkey
anxiouspanda()****** () +filter:native_video
Most Popular Users

Elon Musk 
@elonmusk
241.7M followers

Barack Obama 
@barackobama
119M followers

Cristiano Ronaldo 
@cristiano
114.5M followers

Donald J. Trump 
@realdonaldtrump
111.9M followers

Narendra Modi 
@narendramodi
107.2M followers

Rihanna 
@rihanna
98.7M followers

NASA 
@nasa
92.4M followers

Justin Bieber 
@justinbieber
91.8M followers

KATY PERRY 
@katyperry
90.1M followers

Taylor Swift 
@taylorswift13
84M followers

Lady Gaga 
@ladygaga
75.5M followers

Virat Kohli 
@imvkohli
73.5M followers

Kim Kardashian 
@kimkardashian
70.9M followers

YouTube 
@youtube
68.8M followers

Neymar Jr 
@neymarjr
66.5M followers

Bill Gates 
@billgates
65.2M followers

Selena Gomez 
@selenagomez
63.1M followers

The Ellen Show
@theellenshow
62.3M followers

CNN 
@cnn
61.8M followers

X 
@x
60.7M followers










