Visal e yaar se ham ne dil ko saja rakha hai .
Bewafai k buth ko insan ne khuda bana rakha hai .
Gham to bht hain zindagi me goya
Sab se ehem masla muhabbat ko bana rakha hai .
Shikasta e haal se behaal hue ham....
Muhabbat me toote to kha gaye ye gham...
Dunya hi maan li Hamsafar hue tum .....
Bewafa hue wo badnaam hue ham....
Khush hain wo dhokebaaz dunya me ban k parsa .....
Toot gya ye dil ankhe hui ye nam...
@Sxft_heart0 Yaha mjhe idea nai kaise post karte ya likhte is lye nai karta
Logo ne to tahaif ko kachr3 ki nazar kardia sahib
Ye to alfaz hain inki kia okat hai