Ye manjar to kabhi delhi me dekha tha
Aaj jharkhand me bhi wahi
Ab sawal ye hy
Modi sarkaar tana sah hy
To rahul gandhi or hemant soren bhi to usse bade thana sah hy 😡
झारखंड CM हेमंत सोरेन ने आज अपने जन्मदिन पर छात्रों को गिफ्ट दिए 👇
> लाठीचार्ज किया
> आंसू गैस के गोले छोड़े
> पानी की बौछार की
> पत्रकारों को डिटेन किया
थैंक्यू सॉरी थू सोरेन जी !!
@AnilYadavmedia1 Bhai cow 🐂 dudh degi
Or bacche bade honge hosiyar honge
To sarkar ko musibat denge kyo ki bhrastachar nahi hone denge gandi rajniti nahi karne denge
@ashutosh83B Par jantar mantar par BJP yesa kyo karti
Congresh phir bipaksh me baith kar kya karegi
Agar har jagah BJP hi sab karegi phir bipaksh ki jarurat hi kya khatam karo bipaksh ko
Jantar mantar par bipaksh ka yehi kaam tha par bipaksh apni bhumika me nakaam raha
@abhinaymaths Bhai apna kaam hy banta
Baki kitna bhi pareshan ho janta
Ye neta loog ki yahi hoti hy mansa
Inko kisi se kuch matlab nahi
Sirf inke loog mast se rahe baki janta presan rahe inko kya fark hy 😡
@Saurabh_MLAgk@ashishsood_bjp Jarur hona chahiye kyo ki malum to pade hakikat kya hy
Kyo ki L1 model kahi uplabdh nahi hy aam bikri ke liye or na hi iska kimat hi pata chal raha hy
@CJP_for_India Sasan prsasan me baithe huye loog ye bhul jate hy
Or tanashahi par utar jate hy
Yeloog jante hy janta jar kya legi
Or bahut jyada ho jayega to kuch kar denge par ab yesa nahi chlega kuch karna hi hoga 💪
@CJP_for_India Lekin sarkaar to tanashah hoti hy
Hamesa kuchalne ki koshish me rahti hy
Yese me kya ham yese hi protest karke hi hak magenge to kab tak chalega ye iska kooi makul ilaj karna hoga
@suryapsingh_IAS Par samadhan sayad bipaksh karna hi nahi chahta
Kal ki karwaai sunne ke baad to yehi laga
Jab kal किरण रिजिजू जी ने sadan me kaha ki sarkaar jabab dene Or charcha karne ko tayar hy delhi protest par phir bhi bipaksh ka hangama jari raha
@JaikyYadav16 Bhai kal तो किरण रिजिजू जी ने कहा है कि गृहमंत्री अमित शाह जी जवाब देने के लिए तैयार हैं, sabhapati jagdamba paal ji ne bhi bole ki sadan chalne do
Par bipaksh sirf hangama hi kiya