Humare youth humare desh ka future hain. Unke sapnon ko samajhna zaroori hai par saath hi, mushkil waqt mein patience rakhna aur desh ki institutions aur sarkar par bharosa banaye rakhna bhi utna hi zaroori hai.
Mera maanna hai ki har challenge ka solution patience se nikalta hai. Bharat hamesha aage badha hai aur aage bhi badhta rahega. ЁЯЗоЁЯЗ│