Respected sir, Shri Krishan govt Ayurvedic ke teachers ka bhavishya andhkaar me hai. VC AYUSH university sarkar ki aankho me dhool jhouk rahe hai. Sarkari teachers ko gulam banane ki tyaari kar rahe hai VC. Respected sir is karyawahi ko roke. Namashkar.
सभी के सभी अध्यापक एवं staff सरकारी रहना चाहता है । कोई भी university में नहीं जाना चाहता . VC सभी MLA एवं मंत्री को गुमराह कर रहे है । कृप्या इस विषय में ध्यान दे । हमारा भविष्य अंधकार में है माननीय मुख्यमंत्री जी ।
Kehte hain Deewaaron ke bhi kaan hote hain. Yeh deewar ke kaan toh hain hi jo sabko achhe se sunte hain, balki bahut saaf hriday aur mann bhi hai. When we had the Wall, we had it All. #HappyBirthdayRahulDravid , wish you fulfillment in all that you do.