मेरा मैन आईडी हैक होने के बाद मैंने एक अकाउंट बनाया था, 1000/2000 फॉलोवर्स भी हो गया था बट 20/25 दिन बाद सस्पेंड कर दिया गया ,आज 7 month ho gaya ,recover नहीं हो पाया...!
कोई भाई 🆔 रिकवरी help kar paye तो जरूर कमेंट कीजिए 👇🥹
The future stars of Indian cricket will be Naman Dhir, Nitish Reddy and Tilak Verma...🔥🔥🔥
All bark, no bite! 😂
Vaibhav Suryavanshi flopping again is hardly a surprise. The hype is always louder than the performance! 🤡🔥
#INDvsNZ
🚨 BIG BREAKING:
Anant Singh EXPELLED from JDU for 6 YEARS!
Nitish Kumar’s close aide faces the axe over alleged indiscipline and anti-party remarks amid the Bihar MLC election controversy! 🔥
Main Narendra Modi se zyada Rahul Gandhi ko kyun pasand karta hoon?..👇
1.Aaj tak Rahul Gandhi ki kisi badi baat ko maine jhooth saabit hote nahi paaya. Aur modijike bare me Kya hi bolu...
2.RG vote paane ke liye dharm ke naam par logon ko baantne ke bajaay ekta aur bhaichaare ki baat karte hain.
3.RG ameer-gareeb ya oonch-neech ka bhedbhaav kiye bina sabhi logon se milte hain aur unki samasyaayein sunte hain.
4.Narendra Modi ke anginat vaade aur bade-bade daave hum saalon se sunte aa rahe hain. Bo to hota hua nahi dekha, lekin ab 2047 ka story suna rahe ha..
5.Mujhe lagta hai ki BJP ki neetiyon mein chand ameer udyogpatiyon ke hiton ke bajaay aam janta ki zarooraton ko zyada tarjeeh milni chahiye.
6.RG highly educated ha.. aur
Desh chalaane ke liye gyaan, samajh aur sahi faisle lene ki kshamta zaroori hai. Bharat ko aisa netritva chahiye jo desh ki samasyaon ko samajh sake. Jisme RG best Fit hote .
7. Berozgaari, mehengai, gareebi aur aarthik asamaanata jaise muddon par gambhirta se kaam hona chahiye, sirf naarebaazi nahi.
8.Mere liye koi bhi neta sawaalon se upar nahi hai. Har neta ko apne vaadon aur kaamon ka hisaab dena chahiye.
Mere liye raajneeti andhbhakti ka naam nahi hai. Mere liye imaandaari, insaaniyat, samaanata aur aam janta ke hit sabse zyada maayne rakhte hain. 🇮🇳
Isi liye main Narendra Modi se zyada Rahul Gandhi ko pasand karta hoon.
Yash Srivastav🔥🔥🔥:
Kal ko kahi ka aake bol dega ki sahab Iceland par apke nam par baraf khod raha ha koi ,
to kya karu to kya karu me , iceland jakar usko Roku ,ki mat khod bhai hamara ha ham dekh lenge ...🤣🤣🤣
💔Azizul Haque ki aakhri vidaai, IC Amitabh Das aur OC Arijit Kundu ne diya kandha! 😢🙏
Jalpaiguri ke Belakoba mein 35 saal ke Civic Volunteer Azizul Haque visarjan julus ke dauran bheed ko bachane ki koshish mein tez raftaar bike ki chapet mein aa gaye aur unki jaan chali gayi.
Woh apne peeche maa-baap, patni aur ek nanhi beti ko chhod gaye. 💔
Unki aakhri vidaai mein Rajganj Thane ke IC Amitabh Das aur Belakoba Outpost ke OC Arijit Kundu ne khud janaze ko kandha diya.
Wardi alag thi, ohda alag tha, lekin apne saathi ko khone ka dard ek tha. Insaniyat ki is tasveer ne sabki aankhein nam kar di. 🙏😢
Breaking news🔥🔥🔥
Rahul Gandhi and 20 other parties have come out against Gyanesh Kumar.
Mamata Banerjee said - "Gyanesh Kumar is a thief, he stole votes, he should resign immediately, even if I have to give my life to remove him, I am ready".
They have called for a big movement against Ganesh Kumar.
देखिए क्या हुआ,
जब मुस्लिम भाइयों को पता चला... ये सफ़र पैसो का नही, एक नन्ही जान को बचाने का है...
मुझे इंसान होने पर गर्व है, मुझे मुसलमान होने पर गर्व है। 😍����🏼