Waise itna yarrana tab nahi dikha #rupaliganguly jab AC #Anupamaa ke set par jaati thi😄😄 ab sayad iss nagmaan ke uss betuke sawal ka matlab samajh aaya aakhir dusman ka dusman dost hota hi...
@TheRupali
@Rupali_Fan4ever@iamgauravkhanna Or tumhe yad ho tho kinju kye god bharaie wala live Rupali kye account se hua tha wo bhi nahi hain use delete kiya kya or wo Holi wali pic or birthday wali pic yad aya kuch ki kamjor ho gai yad
@TheRupali ne #Gaurav ko pahele show se nikala varna itna achha show chal raha tha fir bhi #Rajan
Shah ne kha story nahi thi matlab kuch bhi or Abhi #Rupali kye fans #Gaurav ko target ker rahe hain wow
#Anupamaa
@Vibzz321@TheRupali ne he #Gaurav ko show se nikala hain varna achha tho show chal raha tha TRP bhi achi thi track bhi Achha tha fir bhi nikal Diya
#Anupamaa
@Rupali_Fan4ever Chalo yad kero #Anupamaa ka sadhi kye baad birthday wala post wo #Rupali ne delete kiya uskye baad #Maan sepration Holi wala post delete hain ye dono post khud Rupali ne dale thye
Ab kya bolo ge
@TheRupali