Sriman bheeshan garmi me din me light nahi aati kam se kam raat me to de do 10 minute aati aur 3 ghante ke liye chali jati...........
Village Gunara Tahsil Jalalabad District Shahjahanpur Uttar Pradesh pincode 242221
@UPPCLLKO
Jab voltage low raha to raat din light aayu jab voltage sahi hua to ek baar bhi light nahi aayi .........Jay ho ye upkar karne ke liye
Village Gunara Tahsil Jalalabad District Shahjahanpur power station Jalalabad
@UPPCLLKO
@MVVNLHQ Shriman bheeshan garmi light ka koi ata pata nhi shikayat karne ke baad bhi koi samadhan nahi Keval reply me likh diya jata hai ki aapki shikayat sambandhi adhikari ko bhej di gai hai........bas uske baad kuch nahi hota Vill Gunara Jalalabad Dist (Spn)Uttar 242221
Sir ji aaj 25 se 30 din ho gaye raat me light hi nahi aati upar se board exam bataiye kya kare..
Vill Gunara Tahsil Jalalabad District Shahjahanpur Uttar Pradesh pin code 242221
@UPPCLLKO light gul andhere me nahi ho pa Rahi bachhon ki padhai har kisi ke pass nahi hai inverter ki subidha..vill Gunara Tahsil Jalalabad District Shahjahanpur
Power house Jalalabad pin code 242221
@UPPCLLKO श्रीमान जी आपको अवगत करवा रहा हूं जैसा कि आप जानते है कि इस समय बच्चों की बोर्ड की परीक्षाएं आने वाली 18/02/26 से है और बिजली कभी कम वोल्टेज तो कभी आती नहीं कभी दो घंटे आती बाद में गुल और सुबह भी 4बजे काट दी जाती है आप बताइए कि बच्चे पढ़ाई कैसे करें
@UPPCLLKO sriman binameter me reading dekhe bina hi nikal dete hai galat bill fir upbhokta ko hoti hai pareshani koi nahi sunta,sriman mera 2545 se sidhe bina reading dekhe 9140 rupay nikal diya ab bataiye sir kya kare.Upbhokta Ramswaroop s/o Todilal a/c 5067638000 vill.Gunara
@UPPCLLKO Upbhokta Ram Swaroop s/o Tondi lal vill.Gunara Tahseel Jalalabad district Shahjahanpur Uttar Pradesh
A/c 5067638000 bina meter reading dekhe nikal diya 9140rupaye ka galat bill sir samsya ka samadhan karne
@UPPCLLKO sriman ji samasya ka samadhan hoga ya nahi aapane massage me jo number 9415901775 Sourabh ji ka diya is no per call Kiya vo bol rahe ki galat number hai aap bataiye abhi tak meter update nahi hua hai kya karen ....
@UPPCLLKO shriman ji meri bhi request ko sangyan me le lijiye kripya
Mera meter update karva dijiye jisse ki mai bhi apna bill zama kar saku
Dhanyawad
Village Gunara post Jalalabad district Shahjahanpur
Mo 9795979716
@UPPCLLKO shriman hamne naya meter lagvaya hai jisko abhi tak update nahi Kiya gaya hai kripya mera meter update karane ki kripa karen
Dhanyawad
Village Gunara post Jalalabad district Shahjahanpur Uttar Pradesh
@UPPCLLKO
श्रीमान जी से निवेदन है कि ग्राम पंचायत गुनारा तहसील जलालाबाद जनपद (शाह.)
में विद्युत बोल्टेज बहुत कम आ रहे
हैं सिर्फ मीटर में ही बिजली है।
अतः श्रीमान जी जल्द से जल्द समस्या का समाधान करनेका कष्ट करें, आपकी महान कृपा होगी।
धन्यवाद
@UPPCLLKO
श्रीमान भीषण गर्मी में थोड़ी राहत मिल सके इसलिए विद्युत आपूर्ति सुचारू रूप से शुरू रखने का कष्ट करें। सुबह से लाईट गई है और अभी तक नहीं आई छोटे छोटे बच्चे है और बच्चों की पढ़ाई में भी परेशानी हो रही है। धन्यवाद
Village Gunara Tahseel Jalalabad district Shahjahanpur