Naa Zarorat Talwaar Ki Naa Kisi Hatiyar Ki,
Bass Ek Dua Thi Karbala Mein,
Abbas AlamdarعKi Koi Diladu Ijazat Mujh Mola Hussainع Se.
Yaad Diladunga Jang Haider-e-Karrarع Ki🙏🏻❤️
Dil Phatt Jata Hai Jawan Maut Ka Sun Ke. Log Khate Hain Jawaan Maut Baap Ki Kamar Tor Deti Hai,Aaj Dekh Bhi Liya. Allah Jane Hussainع Aapka Sabr,
Akberع Bhi Dediya, Asgharع Bhi Dediya, Qasimع Bhi Dediya, Magar Phir Bhi Khuda Se Pooch Rahe Hain ‘Kya Ab Tu Mujhse Raazi Hai?’💔