#PahalgamTerroristAttack
Good morning...
Main @narendramodi ji se request karna chahta hun ki please aap pakistan ke sat water strick mat kariye kuch our kar digoa par aap pakistan ke aam citizen ko koi taklif mat digiye... Aghar app aise karegge to marneke bad aapka hisab hoga🥺
Assalamu alaikum rahmatullahi wa barakatuh aap sabko yah request karna chahta hun ki jo chal raha hai vah chalne do Aisa bolane se nahin hoga har Musalman ab khada hone ke samay a gaye hain ek sath har koi khada hone ka #RamNavami#savewaqf#saveconstitution@asadowaisi
Hamare desh ki government ke khilaf nahin Jana chahte Hain ham ham har Dharm ki Bai aur bahanon Ko kahana chahte Hain ki aap sab ham sab ek hi hai bhai hamare Desh mein Musalman Hindu Ko bantwara Bus politician karte hain baki kuchh nahi #savewaqf#RamNavami@narendramodi
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh jaise ki AAP sab jante Hain ki hamare Desh mein Jo chal raha hai hamare government ne Jo bil act banae Hain vah ab har Muslim bhaiyon aur bahanon ke Dard ban gaya hai #rejectwaqfbill#savewaqf#WorldHealthDay