@TechnicalGuruji ye phone traveling ke liye best kyonki travel karte samay phone charge karne ka samay kam milta hai aur aur fast charging se hum kahin se bhi 5-10 min charge karke nikal sakte hein. aur mere sath yahi problem aati hai baar-baar kyonki main kafi travel karta hun. 🤠