Jab areeqa haq ko Asim Azhar Kay sath song mil sakta hai
Tiktokers ko mujra Kar Kay fame mil sakta hai
To bhae hum Ghar mein rehnay walo Ghar rehnay ka award ku nahi mil sakta ππ
Kon hai wo log Jo in dino bhi bahir chalay jatay hai mtlb yr inkay ama aba kuxh nahi kehtay
Meray to ama aba na pehlay janay detay na ab janay detay haiπ