@AfshaKhan00 ne Jumme ki namaz k baad mere saath Shri Krishna Janmashtami manayi. 🧡🧡
isse khubsurat baat kya hogi ki ekdusre ki aastha aur paramparaon ka samman karte hue saath khade hai.
Shri Krishna Janmashtami ki hardik shubhkamnayein. Jai Shri Krishna!
@RukhsanaKhyn
Naam badla nahi, chapter close hua hai.
Rukhsana Khan→ Rukhsana Sanatani🔱
हर हर महादेव 🔱
ॐ नमः शिवाय 🕉️
Jisko jalan hai, woh jalta rahe.
Tu ab kisi k approval se nahi
Apni pehchaan se khadi hai. 🧡🕉️🔱
@RukhsanaKhyn
Naam badla hai.🧡
soch badli hai🧡
ab kahani bhi badlegi. 🕉️🔥
Aapke faisle ke saath hai.
Rukhsana Sanatani 🔱 Welcome to your new chapter.
Har Har Mahadev 🔱🕉️