I extend my heartfelt gratitude to the Sub Divisional Administration Chhatroo, SDM Chhatroo Naeem Ur Rahman (JKAS), and all administrative and police officials for honoring me with a 'Certificate of Appreciation' for exemplary contribution in the field of Journalism on the occas
Feeling so proud to have received this Certificate of Appreciation from the Ministry of Culture for participating in Har Ghar Tiranga! 🇮🇳 What an honor to celebrate the spirit of Vande Mataram. 🙌 #HarGharTiranga
Logon se rishte nibha kar bas aik hi baat seekhi hai.
Kisi ki zyada fikr karo ge to woh insaan tumhein raddi ke bha'o samjhe ga.
Matlabi zamana hai nafrat ka qahr hai.
Yeh duniya dikhati shahad hai, aur pilati zehar hai.
**"Mohabbat aur dosti**
**mein jhuk jayen to yeh alag baat hai.**
**Aur baat rahi gharoor ki,**
**kisi ke gharoor mein jhuken yeh hamari fitrat mein nahi."**
मोहब्बत और दोस्ती में झुकना अलग बात है, मगर किसी के घमंड के आगे झुकना मेरी फितरत में नहीं। 💯😎❤️
Khud ko khush
rakhne ki koshish karein.
Duniya ko khush
karne ki koshish na karein.
Aur bohot saare sach mein se ek sach yeh bhi hai ke aap kitni bhi mehnat kar lein, kitni bhi koshish kar lein, aap duniya waalon ko khush nahi kar sakte.
Khud ko khush rakhiye aur k
Kisi ne mujh se poocha ke jin ko aap hamesha achay lagte thay un ko achanak aap ke andar kamiyan kaise nazar aane lageen,
Main ne jawab diya ke
Jaise khana khane ke baad plate gandi nazar aane lagti hai, waise hi logon ko matlab nikal jaane ke baad insan mein kami nazar
**Safai unhen di jati hai jin ki auqat sunne ki ho.**
**Un logon ko nahi jo khud keechad mein doobe hon aur doosron ke daagh ginte hon.**
**Bas itna samajh lo har gunah qabool hai humein, bas saza dene wala be-gunah hona chahiye.**
**To agar tumhare apne zameer par koi daagh nahi
Paisa azaadi haasil karne ke liye kamaein, logon ko mutaasir karne ke liye nahi.
Aisi zindagi banayein jis mein sukoon, maqsad aur izzat ho. Sirf dikhaave waali zindagi nahi
Sakoon tab aata hai jab hum samajh jaate hain ke: har jawab zaroori nahi, har ilzaam ki safai lazim nahi, aur har behas jeetni nahi hoti.
Baaz auqaat khamoshi, sabr aur nazarandaaz karna hi asal fateh hai.