@panadollxtra Jb Aulad kuch mangy aur baap k pas deny k liay kuch na ho to baap mar mar k jeta. Us waqt jo taqleef hoti hai usko sehna maot se barh kr hota hai
@ZoyaMalik95 Ap k reply se lgta hai ap kafi tarbiyat yafta hain zaiyada kuch nh kehta.....
Apni post dekho kam azkam maa behn ko bakhsh do baqi jo marzi hai kro...
@chXaisha Kheyal rakhna ap k waldain ki izzat apki waja se kharab na ho....
Jo is bat ka kheyal rakhta hai wo apni life main har kam ikhlas aur diyanat dari krta hai...
Aur najayz kamo se door rehta hai...