@ilysanyam Mai agar aisa kuch dekhti to.. Pahle mai record karti..fhir uske baad bolti betta achhe se nahao aur roz iske saath hi nahana..
Aur uske baad se rishta khtm karti.. 🙂
@ABHISHEK__177 Ye log aise hi karte hai...
Border ke pass hi train ruka dete aut ghanto delay kara dete...
Aur rail minister ki lazer light wali ankh ki reel chalte hai.. 😏😏.. @RailMinIndia
Rail ministry se bus yahi hoga ab