@eklavyajpr Barkuddar yeh Jung hai, Jeevan ki , izzat se sir uthane ki.
Iss Jung main hum jeete toh tumhare bacche bhi bolenge waah waah
Tum jeete toh hum tumhare baccho ke liye bolenge Om Shanti.
Baaki tum payroll pe ho lage raho.
@Rewa_wale Bhai tum aur tumhare mahamanv jaane
Apne ko toh abb apni jaati he dekhni hai
Sabhi apni apni jaati he dekh rahe hai.
Tum toh payroll pe ho tumhari mazboori hai
@SaffronQueen_ UP? Modi hatao jab start hoga toh poori IT cell lag jaye fir bhi roo nahi payegi. 29 ka wait karo.
New alternative will be formed by 29.