Binoy the greatπaniruddh mera hi beta hai per merese bilkul ulta hai.. par beta to mera hai,chashma mera bff hai,Mereko mere behaviour pe khud hi confusion hπ
Namoshkar sablog. Mai binoy roy chaudhary, Sach kahu mai dil ka bhut accha hun.. Par sampoorna namke ek saye ne mere upr kabza kr liya hai, to agr mai kabhi kisi se rude ho jau to, maaf krdena, chudail ka sayaa smjh keπ₯Ί aur han mera chashma mera bff haiπ #BarristerBabu
Ye Rangoon Bada boring hai, yaha humko ss hi nhi dete! Koi bat nahi, apne bete aur hamari bondita ke liye sahi lenge thoda,
@anirudhparody @bonditaparody#BarristerBabu