Haan vro... Emiway ne apna diss remove kar diya qki usko hate nahi failana hai dhh me
Kya matlav krsna ka location navi mumbai dikha rha hai
#Awaam#krsna
@That_tkd_girl Sabka hisaab hoga.... Unka bhi liya jayega.... Ye EB ne aakar jo kaha hai live par usko pata nahi hai jisko maafi maangne ko kaha hai... Wo kab sorry se maharani pe chala jayega... Is saal khatam kar dega wo
#Awaam#krsna
Girlfriend bani nahi aur idhar Spotify ads be like " Maan lijiye aapka aapki girlfriend k saath break up ho jaye "
Bhai at least imagination me to khush rehne de🙂