@styles_rocking Ye US mei rhta h ... Isse kya Mtlb indian films se aur india se. Ye nhi chahta ki idian culture worldwide mei jaaye to log dekhen ki kitna rich h indian culture.
@Dr_Zatuke_Zack@Dmis_fit Bhai, Gaali ke beside mei bhi kuchh aata h mene to genuine chij boli ismie gali dene wali kaun si bata bol di ... Aur mene iske liye nhi bola mujhe pta h wo appriciate kr rha h ... Mene general public ke liye bola h cuz aisi btein kr rhe h log blouse nhi shi h ye ornaments etc ..