Flipkart team se ye janna hai ki abhi tk mera parshal nhi aaya jbki pure indiya bhr me koi v parshal 6-7 working day me phuch jata hai ye log 23 se hi presan kr rhe hai 30 ho gya big billion me liya gya parshal diwali sale start ho gya nhi aaya.
amazon se order Kiya tha,jo ki damage received hua,inka technician install krke chla gya lekin use pta hi nhi chla ki machine damage hai ,29 june returning last date hai lekin option nhi aa rha service center bol rha mere yha se return ni ho rha iska kya kru main ab fek du ya FIR
INDIAN Railway itna wahiyat hai ki kb kha kaun si Train ruk jaye kisi ko kuch pata nhi ,in sb ko apne application me ye show krana chahiye ki kis region se train ruki hai Farraka express.
@RailMinIndia