@nunchaitecxot@kisswedssex2 Yeh Issue ussi time settle karliya tha abhi jo pending hain uspe baat karenge filhaal . Thanks for your cooperation waise aage bhi help karsakte ho aap meri aisehi will be thankful to you ☺️
@kisswedssex2 ab samjha par agli baar aisa fun and banter se dhur hi rehna tum kyuki cheezein serious hone mein time nahin lagta. Hope you understand baaki masti mazaak se dikkat mujhe nahin hain bas apne express karne ke tarike mein dhyaan do baaki all the best to u